Dosto, Question :- Chandra Grahan kya hota hai? Answer:- Jab Surya aur Chandrama ke beech Prithvi aa jati hai to Surya ki puri roshani chandrma per nahi padti, tabhi chandra grahan lagta hai. Saal 2020 me phala chandra grahan January 10 ko lag raha hai. Jiska naam hoga UPCHAYA CHANDRA GRAHAN. Is grahan ke baad 2020 me 3 aur Grahan lagne wale hai, jo ki 5 June, 5 July aur 30 Nobember ko padne wale hai. Aur in sabhi grahan ki baat kare to ye sabhi grahan UPCHAYA GRAHAN HONE WALE HAI. Sukrawar ko lagne wala grahan raat ko 10 bajkar 37 minute pr lagega. aur subah 11/01/2020 ko 2 bajkar 42 minute per samapat hoga. 10 january ka chandra grahan India me to dikhega hi, iske sath hi sath Austrlia, Africa, Asia aur Europ me bhi dekha ja sakega. Fool Moon 2020 ka full moon 2020 ka FHOOL MOON